Google Ad code kya hota hai?

Google Ad code kya hota hai?Daer friends, agar aap apne website ya blog per google ads show karna chahte hai to uske liye aap ko Google ad code ka jarurat parta hai jo aap apne Adsnese account me generate kar sakte hai.Website ya blog per Google Ads show karne ke liye aap ko apne website ya blog ke html portion me Google ad code Daalna parta hai tabhi aap ke website ya blog me Google ads show hona start ho jaata hai.Yaad rakhiye aap ka website ya blog Google Adsense program dwara approved hona chahiye tabhi aap ke website ya blog me Google ads show hona start hota hai.


Google Adsense me aap ka website ya blog fully approved tabhi hota hai jab aap google adsense ad code ko apne website ya blog me daalte ho.Uske baad hi adsense verification team aap ke website pages ko access kar ke verification kar paati hai aur aap ko fully approval mil paata hai Adsense se.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : What is Google adsense ad code,how to placed Google adsense ad code in website or blog,definition of Adsense ad code,merits of google adsense ad code,use of google adsense ad code

0 Response to "Google Ad code kya hota hai?"

Posting Komentar