
Users ke access level ko change karne ke liye niche diye gaye steps follow kare : -
a) Adsense account me sign in kare
b) Gear icon ko click kar ke setting me jaaye
c) Sidebar me “access and authorization” ko click kare aur “user management” ko select kare
d) User ke access level ko change karne ke liye : -
i) Administrator ke check box ko check kare agar aap user ko administrator banana chahte hai
ii) Administrator check box ko uncheck kare agar aap user ko Standard user banana chahte hai.
Jin users ke bhi access level ko aap change karoge unko ek notification mail jaayega aur unko pata chal jaayega ki unke access level ko change kiya gaya hai
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : how to manager user access level in adsense account,manager user access level in adsense account,user access level in adsense account,user access level
0 Response to "Google Adsense account me users ke Access level ko change kaise kare?"
Posting Komentar