Adsense me “Allow and block ads” option Aapke site per aane waale ads ko control karta hai.Jo bhi ads aapke website per appear hote hai usko aap “allow and block ads” tab ke dwara control kar sakte hai.Jo ads aapke website per aane waale hote hai usko aap review kar sakte hai aur agar aap chahte to block bhi kar sakte hai.Ek baar block karne ke baad wo ads aapke site per kabhi bhi appear nahi ho paata hai.Aap Ads ko advertiser url , generat ad category, sensitive ad category aur ad network ke basis per block kar sakte hai.Yeh bahut hi useful option hai adsense ka jiska sahi use kar ke aap apne Adsense earning ko bahut jyada increase kar sakte hai.
Bahut saare Adsense publisher aise hai jo kam earning dene waale advertiser ko permanently remove kar dete hai aur jyada earning waale advertiser ko select karte hai jis se unka earning increase ho jaata hai.Waise to Google adsense kabhi bhi yeh disclose nahi karta hai ki kaun advertiser 1 click ka kitna earning deta hai lekin publisher third party website se khas advertiser ke baare me poori jaankari nikal lete hai aur agar wo advertiser jyada earning deta hai to usko rakhte hai aur agar kam earning deta hai to usko remove kar dete hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : Adsense allow and block ads,full information about adsense allow and block ads,video tutorial about adsense allow and block ads, how to block adsense ads, how to block google ads on my website, how to block adsense certain ads of advertiser, how to block advertiser in adsense,allow adsense ads , how to allow adsense ads,full feature about adsense allow and block ads
0 Response to "Adsense me “Allow and block ads” option ke baare me jaankari."
Posting Komentar