Adsense ke term and condition ke anusaar aap apne Adsense ke ownership ko change nahi kar sakte hai.Adsense me aap apne payee name aur Address ko update kar sakte hai.Kuch location me aap apne payee name ko change kar sakte hai.Iske liye aapko niche diye gaye steps follow karna hoga : -
a) Adsense me sign in kijiye
b) Gear icon ko click kijiye aur Payment ko select kijiye
c) Sidebar menu me “Payee profile” ko click kijiye
d) “payee profile” section me Edit ko click kijiye aur apne information ko update kare.
Aapke Adsense account me jo payeen name aapne diya hua hai wo aapke tax information se jarur match hona chahiye.Agar aapne payee profile me name field ko change kiya hai to aapko dobara tax information ko submit karna chahiye.US publisher ke liye W9 name field waha per per-populated hota hua aap dekh sakte hai.
Agar aapko Adsense me check ke dwara payment milta hai to aapko apna sahi address details update kar lena chahiye taaki Google adsense ka check aapko bina ki dikkat ke mil sake.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : change adsense payee name, how to change adsense payee name,how to change address in adsense account,Adsense address,change payee address in Adsense account,payee profile address, change payee profile, update payee details in adsense
0 Response to "Adsense me payee name aur Address ko kaise change kare ?"
Posting Komentar